jab wadi-e-ishq main kadam rakha to jana
har shaks yahan harjai hai
har wada jhota har qasam
apne app par sharmai hai
jab jab kisi ashiq ne utayee hai
har khuwab haqeet nai hota.....
bus issi yakeen ki saza paye hai...
mohabat meri hasrat ban gai
jab jana wo harjai hai.......
dil dukhana us ka kaam or
fitrat main uski be-wafai hai.....
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment