Harf-e-ranjish pe koi baat b ho sakti hai,
ain mumkin hai mulaqat b ho sakti hai,
zindagi phool hai khushbo hai magar yaad rehy,
zindagi gardash-e-halaat b ho sakti hai,
hum ne ye soch k rakha tha qadam gulshan main,
lala-o-gul main tri zaat b ho sakti hai,
chaal chalte huway shtranj ki baazi k usool,
bhool jao ge to phir maat b ho sakti hai,
aik to chatt k bina ghar hai hamrah 'Mohsin'
us pe ye khauf k barsaat b ho sakti hai,...
+97150-2085278
Friday, January 29, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment