Search This Blog

Saturday, January 30, 2010

hunar

ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN
2008-06-01 11:06:00
ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN sab ke dil se utar gayaa huuN maiN (hunar : skill) kaise apnii haNsii ko zabt karuuN sun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiN (zabt : control) kyaa bataauuN ke mar nahiiN paataa jiite ji jab se mar gayaa huuN maiN ab hai bus apna saamnaa darpesh har kisii se guzar gayaa huuN maiN (darpesh : ...

No comments:

Post a Comment